Thursday 1 February 2018

Foods To Eat Vegetarian Weight Loss Diet Chart


 Health Is Wealth Friends  Apne din ki starting nimbu pani mein honey milakar piya kare. Iske peene se aapke body par over fat loss karne main help karta hain. jaldi subah uthkar nimbu pani se aapka (Metabolism) strong banata hain.

Be Energetic Friends dinabhar ke khaane mein sabase zyada dehan breakfast par kare. Bahut se girls and boys fat  loss karane ke chakkar mein breakfast nahi lete lekin,
vegyaaniko ke research agar maane to daily theek se breakfast liya jae to body bahut fit rheti hain.

Breakfast ya khaane mein hamesha ek jaisee food na khae kabhi doodh ke saath daliya le sakate hain, ya kabhi veg sandwich poha or upama bhee le sakate hain.Health Is Wealth
 Health Is Wealth





Breakfast  mein – (8 am)



1 bowl Egg, 3 piece brown bread, 1 banana or 1 cup green tea.


Lunch time – (1 pm)


2 roti 1 cup brown rise green tamatar ke saath.


Evening time – (4 pm)


2 piece brown bread with bowl egg/ 2 veg sandwich with green chutney.


Dinner time – (8 pm)


1 cup moog ki daal, 2 roti or green salad or dahi ki saath le.



 Health Is Wealth


*Weight Loss Diet (Chart  2)



Early mornings:-

 Nimbu ek warm water ke saath.

Tea bina sugar ki saath or 2 biscuit ke saath.


Breakfast time:- (8 am)

 2 Roti + 1/2 cup paneer sabzi ke saath.

Brown bread uppma 1 plet +milk 1 cup.


Mid-Morning:- (11 am)

1 Banana/1/2 cup Watermelon/grapes.

Lunch time:-

Brown rise 1 cup + mix salad + Salad 1 bowl + dahi Raita salad.



Evening time:- (4 pm)

Mosambi juice/ Apple/ black coffee.



Dinner time :- (8 pm)

Moog ki daal or 2 roti  + Vegetable Soup 1 bowl + Salad bowl.


Health Is Wealth Friends Aapko meri post kease lagi and  post main kuch bhemistake ho ya na samaj aye to please mhujhe zaroor btaey.







Sunday 14 January 2018

Workout Diet Plan


Hello friends.


Health is wealth blog main aapka swagat hain, main Roshni panday ajj aapke lea bahut zyada helpfull or best diet plan lae hu.  body ko fit rakne ki lea kon
se foods ko follow kare. Aaeye jante hain.

Sabse phele best gym and accha trainer choose kare. best workout and diet plan kare.or ha friends kitne boys zyada high gym club join nhi kar pate but friends main hu na, aapki help krugi bas aap meri kuch workout plan ko follow kare.

Health Is Wealth


Sabse phele aap training patner bnaey jisse better result milega, agar gym main training partner bnatey to aapko body banane main help milti hain. usse zyada zaruri hota hain best diet or mehnat kyoki body itni jaldi nhi banti kuch time lagega. bas aapko focus karna hain. phir aapko 6 month se 12 month ki bad aapko best result milega. Health Is Wealth Friends | Health Is Wealth | Be Energetic Friends yaad rakhye.


*10 Best protine foods body weight gain.

1) Chicken  (मुर्गा)
2) Cheese /Tofu   (पनीर/ टोफू)
3) Milk (दूध)
4) Egg/only white part  (अंडा)
5) Banana (केला)
6) Moog daal ( मूंग दाल)
7)  Peanut batter  (मूंगफली का मक्खन)
8) Yogurt   (दही)
9) Almond (बादाम)
10) Rajma (राजमा)



*Workout karne se phele or workout karne ke bad diet plan.

After workout matlab workout ke baad aapko protein ki jarurat padegi.
 Iske liye sabse best option hain aap white egg (only the white part) le. 
*(Dinner)
Dinner aapko ekdum halka karna hain. roz aap roti ya phir rice kuch bhe le sakte hain.
Aap paneer prefer kar sakte hain. green tea 1/2 cup aapke mind ko relax karega.

Friends ye to ho gya workout se phele or baad ki diat morning se night tak kease kare.

*Pre workout meal 5:00 pm
Yaha par aapko jarurat padegi Protein shake
Iske sath kuch or bhe stuffs included rahenge.
1) Kaaju  (काजू)
2) Almonds (बादाम)
3) Banana (केला)
4) white egg [only the white part] (अंडा)

*(Protein shake 2)
Ghar main protein shake bhi aap bana sakte hain kuch cheezo ko lekar.
1) Oats (जई)
2) Banana (केला)
3) Milk (दूध)
4) Peanuts (मूंगफली)
5) Grapes (अंगूर)
6) Water (पानी)
7) Khajoor (खजूर)
*Before lunch around 11:30 am-
Lunch ke pehle aapko ek halka meal lena bahut jaruri hain.
 jisme aap fruits, nuts, snacks etc stuffs le sakte hai.
1) Apple (सेब)
2) Banana (केला)
3) Khajoor (खजूर)
4) Juice (रस)
*Lunch around 1:30 noon-
Lunch ki liye aap apna normal diet le sakte hain.

1) Roti  (रोटी)
2) Rice (चावल)
3) Daal (दाल)
4) Sabji (सब्जी)
5) 
Yogurt  (दही)
6) अंडा / मछली / मुर्गा
7) Salad (Tomato,Cucumber)  सलाद (टमाटर, ककड़ी)



Health is wealth Friends aapko meri post kease lagi yaa koe mujhse galti ho
gayi to mujhe zaroor btaey.aap hame comments
 kar sakte hain.

Thursday 2 November 2017

Apni body ko app kease fit rakhe.



Hello friends,

Health Is Wealth Aaj mein appko batayege apne body ki care kease ki jaaye. friends boys ho ya girls aaj ke time main life itne busy hain ki kya btaey, Dosto!  aesa nhi hain' jab Insaan itna work main busy ho, To usko health ki care karne ka time nhi milta.

Jisse kuch time bad afsoos hota hain kaash  health ki care kar li hoti to aaj health naa kharab na hoti. 
Be Energetic Friends Ajj ki time main sabse  most problem (over fat ),

 Aapne dhehka hoga cattears ki shop per junk food log zyada pasand karte hain...
yahi ek wajha hain over fat ki or office main kuch lunch jaldi jaldi lunch kiya phir work karne lage, In sabse app over fat ho jata hain.


Agar aap kuch kha rhe rho to kuch time thelo khana digest karo phir work karo yahi choti choti galtiyo se aap problam main aa jate ho. 

Health is wealth friends Main aapko batati hu Over fat (Stomuch)  kease kam kare.


* Over fat (Stomuch) kease kam kare.


Sabse phele friends ye bata du life me kuch karne ki lea aapko kuch mhenat and ruteen banana hoga.sabse phele aap morning main gunguna Pani 2 glass but 1 glass se starting karna...ye aapko morning and night main garam pani pina hain.
 Fast food ko alvida khena phalega..aapko aese chieze diet plan invole karna hain jo fat loss ke lea ho and aapko Protine wali chize le sakte ho, jease, egg but (white wala part), milk but creem Nikla hua and green tea bhe pee sakte hain


Friends agar running Kar pao or bhee accha hain kyoki running se aapki body tone main rhegi and fat loss bhe hoga...



Health Is Wealth


 Be Energetic Friends kuch tips btati hu. aap isko follow kro, I hope aapko accha result milega. friends sabko pta hota hain health ki care karna kinta zaruri hain but time nhi hain. islea main bhe koe zyada nhi lihkti only tips post karti hu.
 likh main bhe sakti hu 2000 content ka artical but kya fyeda nhi  hain jo app ki lea zaruri ho or aapko fyeda mile itna bahot hain mere lea. ayiye chale kuch tips jo fat loss karne main aati hain.


* Zeera  (cumin) 

Be Energetic Friends zeera isko english main (cumin) bhe khete hai. jha tak sab ki ghar main use hota hain. khane main or gharo main asani se mil jata hain.

Zeera


aapne kabhi ye socha isse bhe fat loss kar sakte hain. isko btane se phele main aapko ye btadu zeera ka pani aapka sahara hoga and baaki jo tips main aapko btaugi aap use karna magar jo most important hain.
wo hain aapki diet plan main wo cheze add karna hain jo fat loss ki lea ho, aapko post main btaya hain.





* Zeera ka pani banane ki vidhi.


Sabse phele aap zeera (cumin) half spoon le, one glass water main daal de or raat bhar isko rakh dein. phir morning  isko pakale normal cold hone per isko khali pet pee le.

yaad rhe zyada nhi lena hain. jitna btaya utna lena hain and  winter zyada ho to morning or night ko le sakte ho.ye garam hota hain.



Health Is Wealth




* Weight loss karne ke kuch aasan tips inko follow kare.


1) Dark chocolate


2)  Pattedaar saag


3)  Eggs ( only white part)


3) Salmon fish 


4)  Boiled potato (Uble aalu)


5) Masoor ki dal


6) Cottage Cheese ( Paneer) 


 7) Nuts (Akhroot/badam)


8) Fruit ( phal )


10) Green tea


11) Zeera ka pani


12) Ajwain ka pani 


13)  Aloe Vera and Amla Juice 



Aapko meri post kease lagi aap mere blog per comment kar sakte ho.Friends bahot se tips hain mere paas but aap in sab ko follow karo zaroor benifit milega phir aap bhe aapne dosto se khoge Health Is Wealth Friends | Health Is Wealth | Be Energetic Friends.





Tuesday 31 October 2017

Hello Health is Wealth Friends,

Friends aaj ki time main bhe healthy rha jaa sakta hain. aapko daily ruteen follow karna hoga, healthy fit body hamare liye sabse zyada zaruri hain. agar healthy rehna chahta hain, uske lea aapko daily ruteen banana hoga.

 friends aaj ki time main kisi ke paas itna time nhi hai ki health ki care kar sake, Aaiye jaane kuch aesee tips jinke help  se aap body ko fit kar sakte hain. 

Main vo shabhi tips  share karugi jo body ko fit karne ki lea zaruri hain. aap meri  tips ko follow kare i hope aapko accha benifit milega.